Breaking

About Me





safdar dhoon




About Me,

Author & Founder.

Well Come to Movie Mixing Point

Hello Dosto mera naam Mohammad Safdar Dhoon Hai,
Chuni Shumali P/o Box Kotla Jam Bhakkar Pakistan men Rehta hon.

Main ne Blogging ki shuruat 2016 se ki hai is k sath sath mera ziada tar kam Video Editing ka hai

Or meri yeh khawaesh hai keh aj tak main jo kuch bhi thora boht sekha hon wo sab kuch ap logon tak ponchaon.

Mere pas jitne bhi software hain ya main jo bhi programing karta hon woh sab kuch main ap tak ponchana chahta hon.

So main ne tabhi apna Blog banaya takeh ap logon ko tmam Software free men mil jaen.

Meri is Site men parey tmam software ap free men downlod kar saktey hain.

Or agr in Software men koi masla a raha ho ya kisi bhi Software ki samjh na a rhi ho t ap log mujh se contact kar k apna masla bayan kar saktay hain.

Caontact At: safdardhoon@gmail.com


& you can join me at:

Youtube


No comments:

Post a Comment